Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa majhi meri kismat ke jee chaahe jahaan le chal chaahe jahaan le chal majhi meri kismat ke jee chaahe jahaan le chal jee chaahe jahaan le chal aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa ye sunhari shaam aayi rang le kar pyaar ka ab pata mujh ko chala hai apni pehli haar ka apni pehli haar ka keh sake na saamne hum keh rahe hain door se ho gaye hum dil ke haathon ab to kuchh majboor se majhi meri kismat ke jee chaahe jahaan le chal chaahe jahaan le chal aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa tu hi mere dil ki manzil tu hi mera humsafar zindagi se badh ke mujh ko teri ik meethi nazar teri ik meethi nazar teri aankhon mein rahon main tu mere dil mein rahe zindagi bhar pyaar ki ye naaw aise hi bahe majhi meri kismat ke jee chaahe jahaan le chal chaahe jahaan le chal majhi meri kismat ke jee chaahe jahaan le chal chaahe jahaan le chal aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa
makhmali ye badan ki nazakaten haseen chura na le mere dil ka chain ye kahin jisne bhi banaya hai tujhko wo kamaal hai aur us kamaal pe tu bemisaal hai hai akeli raat gumsum aur chhat ke neeche hum tum ankhon mein tere kaisa khumaar ho na jaye kuchh khata dekho yaar bekaraar naa dikha deewanagi makhmali ye badan ki nazakaten haseen mast mast ho raha hai ye raat ka safar dil mein halchalen uthaye teri nazar gulaabi gulaabi tere armaan jo hain diwane tujhe chhod denge yunhi tere haal par bolo na aisa aye jane jaan ek baar mujhko to aazma o baatein teri baatein bekaar chaahe tu karle koshish hazaar ayenge baat mein na ye karle yakeen haaye makhmali ye badan ki nazakaten haseen tanhaayion mein tanha mile hain jo is tarha socho na aisa waisa kya faayda teri har adaa ki shokhiyan bhi kya kahen hum to kya farishte bhi na hosh mein rahen na re na hosh tu na ganwa kar le sabar kuchh to zara han milta nahin hai dil ko karaar kab tak karun main haay intezaar hone de dil se
mal de gulaal mohe mal de gulaal mohe aayi holi aayi re mal de gulaal mohe mal de gulaal mohe aayi holi aayi re chunari pe rang sohe chunari pe rang sohe aayi holi aayi re saat rang saat sur aaj mile saath re bajne lagi baansuri jamne lagi baat re hooooo bheegi bheegi pawan saari bheegi bheegi pawan saari ke aayi holi aayi re mal de gulaal mohe mal de gulaal mohe aayi holi aayi re aaj koi unko bhi bhej de sandesh re raah take dulhaniyaa jaane ko pardesh re hoooo aayi aayi re yaad aayi aayi aayi re yaad aayi ke aayi holi aayi re chunari pe rang sohe chunari pe rang sohe aayi holi aayi re pyaar se gale milo bhed bhaav chhod do lok laaj ki deewaar aaj sanam tod do rahe daaman na koi khali rahe daaman na koi khali ke aayi hole aayi re mal de gulaal mohe mal de gulaal mohe aayi holi aayi re chunari pe rang sohe chunari pe rang sohe aayi holi aayi re
bajne de dhadak dhadak dhol taashe dhadak dhadak bhandara chidak chidak malhari kadak tadak bhadak jhaali chatak matak vatak jhaali dushman ki dekho jo waat laavli are bajne de dhadak dhadak dhol taashe dhadak dhadak bhandara chidak chidak malhari kadak tadak bhadak jhaali chatak matak vatak jhaali dushman ki dekho jo waat laavli bajne de dhadak dhadak dhol taashe dhadak dhadak bhandara chidak chidak malhari kadak tadak bhadak jhaali chatak matak vatak jhaali dushman ki dekho jo waat laavli dheere dheere badhi chali badhi chali hai jo thi chingari bhari bhari bhari bhari bhari bhari hai mann ki almari huyi satrangi jhaali satrangi huyi satrangi thi jo ye raat kaali kadak tadak bhadak jhaali chatak matak fatak jhaali dushman ki dekho jo waat laavli chaka chaka chaka chaka chaka chaka chaund apni basti re rapa rapa rapa rapa rapa rapa rap saare masti mein badi atrangi huyi atrangi badi atrangi apni ye jeet jhaali kadak tadak bhadak jhaali chatak matak fatak jhaali
pom pom pom pom aye mama miya mama miya pyaar ki gaadi tej chalao accelator aur dabao prem gali mein mod bahot hain dekho dil ke tod bahot hain rasta mud jaane wala hai main road aane wala hai stop love mama miya pom pom ho mama miya pom pom surat se to achche ho tum dil bhi zara dekhne do yaari apni nibhegi kya humko zara sochne do sochogi kab tak raani are nikal na jaaye jawani apne dil ka horn bajaao beech mein tum naa break lagao stop love l o v e mama miya pom pom ho mama miya pom pom duniya mein hai jo kuchh sundar wo sab kuchh hai tere ander doob ke ye dil dekhna chaahe gehra hai kitna roop ka saagar har baat achchi tumhari manzoori tumko humari pyaar ki race jo tum jeetoge de dungi main jo maangoge starts love l o v e mama miya mama miya pyaar ki gaadi tej chalao accelator aur dabao safar bada hi pyara humdam laakhon armaan waqt bahot kam gaadi ko mat karna dheema pyaar ki hum dekhenge seema stop love mama miya pom pom mama miya hey pom pom
maama o maama o maama maama maama yaahu ki yaahu ki yaahu burrr maama o maama o maama maama maama gharwaale khaayen chakkar aisa hai apna chakkar chakkar mein tum nahin aana pyaare maama o maama maama o maama o maama maama maama dhage nati naka dhin dhage nati naka dhin dhitta kradhitta kradhitta maama o maama o maama maama maama sa re ga ma pa dha ni sa ni ni pa pa ma ma o maama o ma ga re sa maama o maama o maama maama maama gharwaale khaayen chakkar aisa hai apna chakkar chakkar mein tum nahin aana pyaare maama o maama jo asli hai kabhi usse khataayen ho nahin sakti jo nakli hai kabhi usse wafaayein ho nahin sakti are nahin bhai nahin haaan bura ho waqt to saaya bhi apna door rehta hai hey hey ohooooo wafaadaari ka shikwa kya zamaana yehi kehta hai zamaana yehi kehta hai zamaana yehi kehta hai oooooo ooo asli hai kaun bhaiya nakli hai kaun bhaiya nakli hai kaun ho maama maama o maama o maama maama maama yaahu ki yaahu ki yahuu burrr maama o maama o maama maama
kairo mama kairo mama duniyaa maane bura to goli maaro darr ke jeena hai koi jeena yaaro duniyaa maane bura to goli maaro darr ke jeena hai koi jeena yaaro yaaro pe sadaa jaan karo fidaa dushman ko ye bata do dushmani hai kya duniyaa maane bura to goli maaro darr ke jeena hai koi jeena yaaro yaaro pe sadaa jaan karo fidaa dushman ko ye bata do dushmani hai kya kairo mama kairo mama jab chal pade hum to rukte nahin aandhi ke aage bhi jhukte nahin jab chal pade hum to rukte nahin aandhi ke aage bhi jhukte nahin sar jhukaaye jo haar jaaye jo wo aadmi bhi koi aadmi hai kyaaa duniyaa maane bura to goli maaro darr ke jeena hai koi jeena yaaro yaaro pe sadaa jaan karo fidaa dushman ko ye bata do dushmani hai kya kairo mama kairo mama ghar ne jo dil se nikala humen inn raaston ne hai paala humen ghar ne jo dil se nikala humen inn raaston ne hai paala humen muskuraa ke hum jhelte hain ghum ro ke beete wo koi zindagi hai kyaaaa duniyaa maane bura to goli maaro darr ke jeena
oooommmmm man bhaavan sangeet suhaavan man bhaavan sangeet suhaavan madhur madhur madhu been bajaavan sa ma ma ma ga ga ma dha ni sa re sa ni dha pa ma ga re sa ni sa man bhaavan sangeet suhaavan aadi brahma lay sur upjaaye aaaaa aadi brahma lay sur upjaaye sapt suran ke haath sajaye maha guni naarad ne apni veena par kiske gun gaaye man bhaavan sangeet suhaavan saraswati ki taan surili sun kar dharti dol uthe aa aaa aa aaa aaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaaa saraswati ki taan surili sun kar dharti dol uthe jan kan ki sangeet sudha se dason dishayen bol uthe jal thal dole ambar dole dhara ka kan kan bol uthe mahadev ka maharaag sun sheshnaag bhi dol uthe gege tit dhage tit kata gina dha tu na gi na tu na dha tuna dha tuna dhatu na ke tagena tu na dha tu na dha tu na dha tu na ge tagena tu na dha tu na dha tu na dha aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa man bhaavan sangeet suhaavan man bhaavan sangeet suhaavan
man gaye man gaye wo tarana jise sunke aa jana man gaye wo tarana jise sunke aa jana saathi aana mujhe dil se lagana dekho jhumen ye zamana zara tum bhi chale aana man gaye mehfil rang bhari raat bhi umang bhari tere liye solah singaar kiye maine o o oo mehfil rang bhari raat bhi umang bhari tere liye solah singaar kiye maine abhi aana mujhe yun na bhulana kehta hai dil diwana zara tum bhi chale aana man gaye aa aa aa oo oo oo tum ko pyaar karun jaan bhi nisar karun aaja mere meet main raah dekhti hoon oo oo oo tum ko pyaar karun jaan bhi nisar karun aaja mere meet main raah dekhti hoon aji aana chahe kuchh bhi na lana mere dil ko na dukhana zara tum bhi chale aana man gaye dil ki baat rahen pyaar ki yaad rahen koi bhi ho manzil chhood ke aa jana oo oo oo dil ki baat rahen pyaar ki yaad rahen koi bhi ho manzil chood ke aa jana jaldi aana wada bhool na jana dekho wada tum nibhana zara tum bhi chale aana man gaye wo tarana jise sunke aa jana saathi aana mujhe dil se
haath bhi jab nahin hil sake saaz bhi jab nahin paas ho maut bhi ho saamne khadi mushkil mein aur har saans ho man ke mandir mein jalti rahe geet sangeet ki aarti man ke mandir mein jalti rahe geet sangeet ki aarti mujhko vardaan de mujhko vardaan de maata saraswati maata saraswati aa aa aa aa aa aa aa geet gaane se hi to yahaan mittaa hai dard praan ka jisko kehte sangeet hum roop hai ye bhagwaan ka mujhko vardaan de mujhko vardaan de maata saraswati aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaaa haath bhi jab nahin hil sake saaz bhi jab nahin paas ho maut bhi ho saamne khadi mushkil mein aur har saans ho mujhko vardaan de mujhko vardaan de maata saraswati
man ki gagariya mein tu chamka kamal khila meri aas ka nazar utha ke dekha to nikla tu chanda aakaash ka tune chhal kiya haaye chhal kiya tune chhal kiya haaye chhal kiya man madhuban mein tu muskaayi phool khila meri aas ka palak khuli to dekha ye maine sapna tha madhumaas ka tune chhal kiya haaye chhal kiya tune chhal kiya haaye chhal kiya gaa utha tha dil mera kisi ke pyaar mein beh gaye wo geet aansuon ki dhaar mein kiski ye nazar lagi mere singaar mein kaante hi mile humein to is bahaar mein ek bhanwre ne kali ko behka khel rachaaya raas ka bhor bhayi ud gayaa bedardi dhokha tha vishwaas ka tune chhal kiya haaye chhal kiya tune chhal kiya haaye chhal kiya ik nazar se tune man ko jagmagaa diya ik nazar se pyaar ka diya bujha diya ik lehar ne hum ko kinaare laga diya ik lehar ne aa ke bhanwar mein dooba diya tere pyaar mein hum ne khela khel ye aas niraas ka aisi pyaas jagaayi hai tune ant nahin is pyaas ka tune chhal kiya haaye chhal kiya tune chhal kiya haaye
mann mein kisi ki preet basaa le oo matwaale oo matwaale mann mein kisi ki preet basaa le kisi ko mann ka meet bana le meet bana le oo matwaale oo matwaale mann mein kisi ki preet basaa le is duniyaa mein kisi ka hoja kisi ko kar le apna is duniyaa mein kisi ka hoja kisi ko kar le apna preet bana le ye jeewan ko ek suhaana sapna ek suhaana sapna jeewan mein yeh jyot jagaa le oo matwaale oo matwaale mann mein kisi ki preet basaa le preet sataaye preet rulaaye jiya mein aag lagaaye preet sataaye preet rulaaye jiya mein aag lagaaye jalne waala hanste hanste phir bhi jalta jaaye phir bhi jalta jaaye preet ke hain andaaz niraale oo matwaale oo matwaale mann mein kisi ki preet basaa le oo matwaale oo matwaale mann mein kisi ki preet basaa le
mann mera chahe mehndi racha loon bindiya laga loon sajna hoo mann mera chahe mehndi racha loon bindiya laga loon sajna saj ke dekhun raah teri aa ke bhar de maang meri mann mera chahe mehndi racha loon bindiya laga loon sajna hoo bindiya laga loon sajna piya tere rangon se khili hoon mein aise jab mile mausam gale to khil gaye phool jaise piya tere rangon se khili hoon mein aise jab mile mausam gale to khil gaye phool jaise mujh mein aise tum samaaye mere sapne muskuraaye mann mera chahe mehndi racha loon bindiya laga loon sajna hoo bindiya laga loon sajna ghadi ghadi dole re bole mera mann ye phir wohi ban ke ghata bheege mera tan badan ye ghadi ghadi dole re bole mera mann ye phir wohi ban ke ghata bheege mera tan badan ye tune kaise geet gaaye chain mujhko ab na aaye mann mera chahe mehndi racha loon bindiya laga loon sajna saj ke dekhun raah teri aa ke bhar de maang meri mann mera chahe mehndi racha loon bindiya laga loon sajna
man mera tujhko mange door door tu bhage man mera tujhko mange or door door tu bhage main aisi uljhi saiyyan tera pyaar bana hai dekho bhool bhulaiya tera pyaar bana hai dekho bhool bhulaiyya ho oo oo ho oo kaho ye preet kaise nayi ye reet kaise ke bhawara kali se lajjaye jawaani jale aise hazaron diye jaise patanga na kyun paas aaye jalti rahi dil mein na payi teri saiyyan main aisi uljhi saiyyan tera pyaar bana hai dekho bhool bhulaiya tera pyaar bana hai dekho bhool bhulaiyya man mera tujhko mange door door tu bhage main aisi uljhi saiyyan tera pyaar bana hai dekho bhool bhulaiya tera pyaar bana hai dekho bhool bhulaiyya o ho oo badan ke ujale hain tere hawale sambhale bina kon tere tu bahon mein utha le tu seene mein chhupa le bahut ghum khade mujh ko ghere sahara liya tera chhudaye tu hi baiyyan main aisi uljhi saiyyan tera pyaar bana hai dekho bhool bhulaiyya tera pyaar bana hai dekho bhool bhulaiyya man mera tujhko mange door door tu bhage main aisi uljhi
aaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa man mohana bade jhuthe man mohana bade jhuthe haar ke haar nahin maani haar ke haar nahin maani man mohanaaaa mohanaaaa bane the khiladi piya aaaaa aaaa aaaaaaaaaaa bane the khiladi piya neend le anaadi mose beimaani kari mujhse hi ruthe mose beimaani kari mujhse hi ruthe aaaaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaa man mohanaaaa man mohanaaaa man mohanaaaa jhuthe man mohanaaaa mohanaaaa tumhri ye baansi kaanhaa aaaaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaa tumhri ye baansi kaanhaa bani kal kaasi taan sunaa ke mera tann mann loote taan sunaa ke mera tann mann loote aaaaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaa man mohanaaaa man mohanaaaa man mohanaaaa bade jhuthe man mohanaaaaaaaa mohanaaaa man mohana bade jhuthe man mohana bade jhuthe man mohanaaaaaaaa mohanaaaaaaaa mohana bade jhuthe man mohanaaaaaaaa mohanaaaaaaaa mohana bade
mann mora nache tan mora nache chhunan chhunan chhunan chhunan chhunan baje ghunghru teeno re gaye angna mein aaye chhunan chhunan chhunan chhunan chhunan baje ghunghru mann mora nache are o koi jhonka hawa ka aaye mora chori se ghunghat uthaye are o jiya dhak dhak kare ghabraaye kahin chori ye pakadi na jaaye kahan chhipun haye sakhi kahan chhipun haye ki mane na mane na mane na mane na man mora nache tan mora nache chhunan chhunan chhunan chhunan chhunan baje ghunghru mann mora nache are o chhipi baithi thi panghat pe naari lagi dhokhe se mann mein kataari are o piya ji se bulungi haari zara aane to do meri baari suno sakhi pyaari suno sakhi pyaari wo jane na jane na jane na jane mann mora nacha tan mora nache chhunan chhunan chhunan chhunan chhunan baje ghunghru pee more dhaye angana mein aaye chhunan chhunan chhunan chhunan chhunan baje ghunghru mann mora nache
man re tu kaahe na dheer dhare o nirmohi moh na jaane jinka moh kare man re tu kaahe na dheer dhare iss jeevan ki chadhti dhalti dhoop ko kiss ne baandha rang pe kiss ne pehre daale roop ko kiss ne baandha kaahe ye jatan kare man re tu kaahe na dheer dhare utna hee upkaar samajh koi jitna saath nibhaa de janam maran ka mel hai sapna ye sapna bisra de koi na sang mare man re tu kaahe na dheer dhare o nirmohi moh na jaane jinka moh kare ho man re tu kaahe na dheer dhare
Aa Man Se Man Ki Dor
hari oooommmmmmm haaari oooommmmmm hari ooooommmmmm hari ooooommmmmm mann tarpat hari darshan ko aaj mann tarpat hari darshan ko aaj more tum bin bigreeeee sagre kaaj ooooo ooooo oooooo binati karat hoooon rakhiyo laaj mann tarpat hari darshan ko aaj tumre dwaaar ka mainnn hoon jogiii aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaa aaaaa aaa tumre dwaaar ka mainnn hoon jogiii humri or nazar kab hogi suno more biyakul mann kaa baaj tarpat hari darshan ko aaj mann tarpat hari darshan ko aaj bin guru gyaan kahan se paaun aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaa aaaaa aaa bin guru gyaan kahan se paaun di jo daan hari gun gaaun sab guni jan pe tum ra raaaaaj tarpat hari darshan ko aaj mann tarpat hari darshan ko aaj mann tarpat hari darshan ko aaj
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa mana ho tum behad haseen aise bure hum bhi nahin mana ho tum hmm hmm hmm hmm behad haseen hmm hmm hmm hmm aise bure hmm hmm hmm hmm hum bhi nahin dekho kabhi to pyaar se darte ho kyun ikraar se mana ho tum hmm hmm hmm hmm behad haseen hmm hmm hmm hmm aise bure hmm hmm hmm hmm hum bhi nahin khulta nahin hmm hmm hmm hmm kuchh dilruba hmm hmm hmm hmm tum humse khush ho ya ho khafa tirchhi nazar hmm hmm hmm hmm teekhi ada hmm hmm hmm hmm lagte ho kyun bezaar se dekho kabhi to pyaar se darte ho kyun ikraar se mana ho tum hmm hmm hmm hmm behad haseen hmm hmm hmm hmm aise bure hmm hmm hmm hmm hum bhi nahin uu u u u u u u uu u u u u u u u tum do kadam hmm hmm hmm hmm do saath agar hmm hmm hmm hmm aasaan ho jaaye safar chhodo bhi ye hmm hmm hmm hmm duniyaa ka darr hmm hmm hmm hmm todo na dil inkaar se dekho kabhi to pyaar se darte ho kyun ikraar se mana ho tum hmm hmm hmm hmm behad haseen hmm hmm hmm hmm
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Majhi Meri Kismat Ke Hum Hindustani (1960) 05:05 13349
 
Poster of Hum Hindustani (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 05:05   Song Number : 13349   

Makhmali Ye Badan Road (2002) 04:48 33038
 
Poster of Road (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Khilesh Sharma
Music Director- 
Sandesh Shandilya, Amar Mohile
On Screen Actors- 
Antra Mali, Vivek Oberoi
Duration : 04:48   Song Number : 33038   

Mal De Gulaal Kaamchor (1982) 04:38 13479
 
Poster of Kaamchor (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Jaya Prada
Duration : 04:38   Song Number : 13479   

Malhari Bajirao Mastani (2015) 04:04 37325
 
Poster of Bajirao Mastani (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Lyricist
Siddharth Garima
Music Director- 
Sanjay Leela Bhansali
Singer- 
Vishal Dadlani
On Screen Actors- 
Ranveer Singh
Duration : 04:04   Song Number : 37325   

Mama Miya Pom Pom Justice Chaudhury (1983) 04:08 18062
 
Poster of Justice Chaudhury (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Jeetendra, Sridevi
Duration : 04:08   Song Number : 18062   

Mama O Mama Parvarish (1958) 03:51 40177
 
Poster of Parvarish (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Dattaram Wadkar
On Screen Actors- 
Mehmood, Raj Kapoor
Duration : 03:51   Song Number : 40177   

Mamiya Kairo Mama Arjun (1985) 07:04 18432
 
Poster of Arjun (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Suny Deol
Duration : 07:04   Song Number : 18432   

Man Bhaavan Sangeet Suhaavan Chandramukhi (1960) 03:29 38308
 
Poster of Chandramukhi (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
S N Tripathi
Singer- 
Manna Dey
Raag- 
Basant-Bahar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:29   Song Number : 38308   

Man Gaye Wo Tarana Chalaak (1973) 04:38 12956
 
Poster of Chalaak (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ganesh
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Jay Shri
Duration : 04:38   Song Number : 12956   

Man Ke Mandir Mein Main Tere Liye (1988) 04:27 40788
 
Poster of Main Tere Liye (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Vijay Anand
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Anup Ghoshal
On Screen Actors- 
Suneil Anand
Duration : 04:27   Song Number : 40788   

Man Ki Gagariya Piya Milan Ki Aas (1961) 04:02 17665
 
Poster of Piya Milan Ki Aas (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
S N Tripathi
Duration : 04:02   Song Number : 17665   

Man Mein Kisi Ki Preet Basa Le Aaram (1951) 03:36 17190
 
Poster of Aaram (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:36   Song Number : 17190   

Man Mera Chahe Mehndi Manzil (1979) 03:57 13686
 
Poster of Manzil (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:57   Song Number : 13686   

Man Mera Tujhko Mange Paras (1971) 03:45 32850
 
Poster of Paras (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Rakhi
Duration : 03:45   Song Number : 32850   

Man Mohana Bade Jhuthe Seema (1955) 04:23 12102
 
Poster of Seema (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Raag- 
Jaijaiwanti
Taal- 
Ektal
Duration : 04:23   Song Number : 12102   

Man Mora Nache Do Dil (1965) 05:20 38206
 
Poster of Do Dil (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rajshree
Duration : 05:20   Song Number : 38206   

Man Re Tu Kaahe Na Dheer Dhare Chitralekha (1964) 03:19 12184
 
Poster of Chitralekha (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:19   Song Number : 12184   

Man Se Man Ki Dor Maalik (1972) 04:28 40134
 
Poster of Maalik (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Duration : 04:28   Song Number : 40134   

Man Tarpat Hari Darshan Ko Aaj Baiju Bawra (1952) 03:57 12810
 
Poster of Baiju Bawra (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Meena Kumari
Raag- 
Malkauns
Taal- 
Tintal
Duration : 03:57   Song Number : 12810   

Mana Ho Tum Toote Khilone (1978) 05:59 20839
 
Poster of Toote Khilone (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Shekhar Kapoor, Shabana Azmi
Duration : 05:59   Song Number : 20839